HAZRAT IMAM ALI (a.s)
Name IMAM ALI (a.s) Father Name JANAB ABU TALIB (a.s) Mother Name JANABE FATEMA BINTE ASAD (s.a) D.O.B. 13 RAJAB 30 AMUL FEEL P.O.B. KHANA E QABA D.O.M. 21 RAMZAN 40 H. P.O.B. NAJAF ASHRAF (IRAQ) HAZRAT IMAM ALI (a.s) :- Maulood e Qaba Hazrat Ali Hazrat Abu Tablib aur Janab Fatema bint Asad ke bete Paighambar e Islam Hazrat Mohammad ke sahim noor , damad , bhai , janasheen aurv Fatema ke shauhar Hazrat Imam Hasan , Imam Husain , Zainab aur Umme Kulsoom ke walid e buzurgwar the. Aap jis tarah sardar e Kainat ke Noor me shareek the. Isi tarah Kaar e Risalat me bhi shareek the. Yaume wiladat se lekar ba hayat e Paighambar Islam ke madar al meham ki haisiyat se kaar parwaz rahe. IMAM ALI (a.s) silsilae asmate Mohammadiya ki 3rd kadi hain aur silke Imamate Alviya ki 1st kadi hain. Apke walide majid
Comments
Post a Comment